Friendship Song Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Friendship Song Tera Yaar Hoon Main Lyrics

Tu jo rootha toh kaun hansega
 Tu jo chhoota toh kaun rahega
 Tu chup hai toh yeh darr lagta hai
Apna mujhko ko ab kaun kahega

 Tu hi wajah…
Tere bina bewajah bekar hoon main
 Tera yaar hoon main
 Tera yaar hoon main

Aaja ladein phir khilono ke liye
 Tu jeete main haar jaaun
 Aaja karein phir wohi shararatein
 Tu bhaage main maar khaaun

 Meethi si woh gaali teri
 Sun’ne ko taiyaar hoon main
Tera yaar hoon main
Tera yaar hoon main
 Tera yaar hoon…

 Sajna de rang rangaaiyan ve
 Sagna diyan sehnaiyan ve
 Dhol wajange yaar nachange
 Lakh lakh deo badhaiyan ve

 Khusiyan ‘ch nachda main phiraan
Hanjuan ton bachda main phiraan...

O jaate nahi kahin rishte puraane
 Kisi naye ke aa jaane se
 Jaata hoon main toh mujhe tu jaane de
 Kyun pareshan hai mere jaane se…

Toota hai toh juda hai
kyun Meri taraf tu muda hai
kyun Haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

Ek teri yaari ka hi
Saaton janam haqdaar hoon main
Tera yaar hoon main…

Tera yaar hoon main…
Tera yaar hoon main

 Tera yaar hoon main…

Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

Latest Punjabi Songs 2k18

Romantic Song O Saathi